Posted on 15 June 2010
Mukaddar k sitaron per, Zamanay k esharon per, udasi k kinaron per, kabhe veran shehraon per, kabhe sunsan rahon per, kabhi hairon ankhon main, kabhi bayjan lamhon main, tumhari yad chupkay say, koi sargoshi kerti hay, yeh palkain bheeg jati hain, do ansu tot girtay hain, main palkon ko jhukata hon, bazahir muskurata hon, faqat [...]
Posted on 11 June 2010
Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai, Adab jisme na ho shamil wo bandagi kya hai ! Mahaj tarkon se dalilon sey bat banti nahi, Wazan jisme na shagufta wo bat hi kya hai ! Unche mahalon me guzar karte hai jehan roshan, WO kya samjhege muflishon ki muflishi kya hai ! Sukhe [...]
Posted on 09 June 2010
What’s an average 6 inch long Inside a guy’s pants and girls love to blow it up? ? ? ? ? A:1000- rupee currency note.! Always think positive
Posted on 09 June 2010
Ghalib ne girlfriend ko date per bulaya wo late aayi, Girl: Am I late ? Ghalib: Falak pey chand sitaron ko neend aarahi hai, Doosri ka time ho gaya hai, tu ab aa rahi hai.
Posted on 01 June 2010
Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain, Shaam hotay hi khud ko rok lia kertay hain Jaisay mujrim hay bina jurm karay koi, Aisa woh hum say sulook rawan rakhtay hain, Ho na jayai kahin un ka dedar hamain, Is liyay chehray ko chupa rakhtay hain, Na koi dost na sathi jub apnay [...]
Posted on 31 May 2010
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad’dua na tumhain lage [...]
Posted on 27 May 2010
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna [...]
Posted on 26 May 2010
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki …phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha …hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki …phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum [...]