Yeh Zaroori To Nahi Keh Sab Ka Lehja Saath Ho
Kuch Log Payar Say Keh Detay Hein HARF-E-GALAT
Kab Tak Pehnaein Dunya Walo’n Ko Wafa Ka Libaas
Ao Aj Hi Mita Dein Diwaar Say HARF-E-GALAT
Posted on 28 October 2008
Yeh Zaroori To Nahi Keh Sab Ka Lehja Saath Ho
Kuch Log Payar Say Keh Detay Hein HARF-E-GALAT
Kab Tak Pehnaein Dunya Walo’n Ko Wafa Ka Libaas
Ao Aj Hi Mita Dein Diwaar Say HARF-E-GALAT
Posted on 28 October 2008
Naqsh miT’ti hui mojoN ka ubhara kis ne?
baam-e-garduN se kiya ham ko ishara kis ne?
jo khud ko smjha beTha ho, ab usko smjha’y kon
kya ab bhi malum na hota, apny kon, pra’y kon
us basti se chand sitary, titli jugnoo miltay haiN,
lekin aik pryshani hy, us basti meiN ja’ay kon???sb se zyada pyar hy tm se, [...]
Posted on 27 October 2008
Muddadtein guzaari teri yaad bhi na aayi hamein
aur hum bhool gaye hoon tujhey aesa bhi nahi~
Posted on 27 October 2008
kho gaya jane kaha-n aarzuo-n ka jaha-n
muddatein guzrin magar yad hai wo dasta-n__________________
.
Posted on 27 October 2008
Dastaan
daastaan us shehar ki dhundli si hai yaado mein
qatl ki thi dasntaan ya thi qatilo ki woh~
Posted on 27 October 2008
us sheher ki hifazat karni thi hum ko jis mein
aandhi ki thin faseelen aur gard ka makaan tha
Posted on 27 October 2008
makaan
na janay kon sa aaseeb dil mein rehta hai
k jo bhi thehra aakhir makaan chorr geya__________________
TERA CHEHRA MERI AANKHON MEIN BASA REHNAY DE,…
KHUD KO THORA SA QAREEB MUJH MEIN BASA REHNAY DE,…
I LOVE YOU F….
Posted on 27 October 2008
Main nay roka bhi nahin aur woh thehra bhi nahin
Hadsa kiya tha jissay dil nay bhulaya bhi nahin