Love Poetry


All Love poetry.

Hum dono kitney achey lagtey hain

Posted on 29 June 2008

Hum dono kitney achey lagtey hain rashmi zulfoon jheel ankhoon waly achey lagtay hain mujh ko tarotaza cehray waly achey lagtey hain kali raat mai camaktey huwey tarey hoon tu dulhan baney to to yeh moti yeh gehney kitney achey lagtey hain jab bhi tu sher chor kay chala jata hai sher kay rang kitney [...]

Toot Jate Hain Sabhi Risthe

Posted on 29 June 2008

Toot Jate Hain Sabhi Risthe Dil SeDil Ka Rabta Apni Jaga Dil Ko Hai Tuhj Se Na Millne Ka Yakeen LikanTuhje Pane Ki DUA Apni Jaga

Raat Gheri Thi Dar B SAkte Thaye,

Posted on 29 June 2008

Raat Gheri Thi Dar B SAkte Thaye, Hum Jo Khete Hain Woh Kar Bhi Sakte Thaye Tum Jo Bichre Tu Yah B Nahi Soocha Hum Tu Pagal Thaye MAR B Sakte Thaye

Gis kadar chaha tujh ko

Posted on 25 June 2008

Gis kadar chaha tujh ko us kadar manga tujh ko Mere diwange ki had tak jis tarha nibhaya usko wo jo betey lamho ki tarha najane kis tarha hum ne apna banaya usko

aaj phir may nay aik khuwab daikha hay

Posted on 20 June 2008

Aaj phir may nay aik khuwab daikha hay or us may hansta chehra tumhara daikha hay us khuwab may meray saath thi tum or tumhay may nay bay naqaab daikha hay jab saath tumharay chalta tha may sub logo ko parayshan daikha hay jab aankh khuli to saamnay kuch bhi nahi tha may samajh gaya [...]

AIK LARKI KI JAB SHAADI HOTI HAI

Posted on 19 June 2008

AIK LARKI KI JAB SHAADI HOTI HAI Aik larky ki jab shaadi hoti hai Pahlay Babul ki woh izat thi Aab sasural ki zeenat banti hai Aik larky ki jab shaadi hoti hai Poranay rishtay chor char kay Nay rishtay woh apnati hai Aik larky ki jab shaadi hoti hai Babul ka angan sona kar [...]

maa.N sunaao mujhe vo kahaanii

Posted on 14 June 2008

maa.N sunaao mujhe vo kahaanii jis me.n raajaa na ho na ho raanii jo hamaarii tumhaarii kathaa ho jo sabhii ke hriday kii gaathaa ho ga.ndh jis me.n ho apanii dhaaraa kii baat jis me.n ho apasaraa kii ho na pariyaa.N jahaa.N aasamaanii vo kahaanii jo ha.Nsanaa sikhaa de peT kii bhuukh ko bhii miTaa [...]

hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe

Posted on 14 June 2008

hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe tum ne banaa diyaa hai mohabbat me.n kyaa mujhe har manzil-e-hayaat se gum kar gayaa mujhe mu.D mu.D ke raah me.n vo teraa dekhanaa mujhe kaif-e-Khudii ne mauj ko kashtii banaa diyaa hosh-e-Khudaa hai ab na Gam-e-naaKhudaa mujhe saaqii bane huye hai.n vo ‘Sagar’ shab-e-visaal is vaqt ko_ii [...]

Greeting Cards Love Meter