Posted on 05 November 2008
Aankhon se jaam peelaa de… Is bekhudi main humko apni chahahat ke nashe main doobaa de…. Ek baar palat aur humko phir se gale laga le……
Posted on 04 November 2008
bahot yaad aata hai wo guzra zamana wo rangin shame sama wo suhana wo bahon me bahen nadi ka kinara wo rangin mausam wo mahakta nazara bahot yaad aata hai wo guzra zamana wo zulfon ka udna hawaon me aise udna ghataon ka sawan e jaise gazab dha raha tha uspar tera muskurana bahot yaad [...]
Posted on 04 November 2008
ji mera khushi me is qadar magan hai tum aarahe ho sun ke masti me dil sanam hai din to guzar gaya par raat ye kat ti nahi sanam dar par se nazre meri hat ti nahi
Posted on 04 November 2008
koi yaad mujhko aaya hai bahot sukoon maine dil ka gavaya hai bahot main waqif hun hakikat se teri tujhe zindagi ne azmaya hai bahot hansi aur bhi hai zamane mein lekin teri saadgi ne mujhko bhaya hai bahot judai ka meri sabab ye hai sirf yadon ne meri usko sataya hai bahot koi bhi [...]
Posted on 02 November 2008
Chandni ratoon me kuch bheege khyalon ki tarah, maine chaha hai tumko din k ujalo ki tarah, guzare the jo kuch lamhe tumhare saath meri yadon me chamakte hai wo sitaron ki tarah gazal di thi tumne jo khat me chahra nazar aata hai lafzon ki tarah koi ummed nahin koi arman nahin ashk bahte [...]
Posted on 02 November 2008
Ik mauj-e-samndar-e-qaynaat hai zindagi Khud hi jwaab aur swaalaat hai zindagi Khud ki talaash yeh safar-e-hyaat Abhi din ki aarzu ab justju-e- raat Kuch jaani pehchani raahon pay UmroN kay qaafilay Ghardish-e-doraaN main pinha manzilaiN Kabhi manzil ka pa laina Phir us say uqta jaanaa Yeh shauq-e-manzil nahi Shayud jeenay ka bus bahaanaa Jab bar [...]
Posted on 02 November 2008
MainaiN daikhay haiN tanhai kay woh maNzar Afkaar bhi meray jahaaN gooNgay ho gayay Daikha hai woh dasht chuppi ka BarsoN jahaaN waqt ki aari na chali Pehlay akayla to nahi raha itnaa Subsay door reh kay bhi maiN Saath jab tak diya lafzoN nay dard sehnay maiN Bahishti ban ban kay pilaatay paani Tashnagi [...]
Posted on 02 November 2008
Hamen raze dil ko chupana bhi hai aur nighahen unhi se milana bhi hai rahi umr tanha bhi kat jayengi magar saath gam ka nihana bhi hai kabhi sharab ko chuenge na hum magar hosh humko ab gavana bhi hai tumko humse duri manzur sahi saath hamesha wafa ka humko nibhana bhi hai bahot pyar [...]