Category | Poetry

chandni raton me

Posted on 02 November 2008

Chandni ratoon me kuch bheege khyalon ki tarah,
maine chaha hai tumko din k ujalo ki tarah,
guzare the jo kuch lamhe tumhare saath
meri yadon me chamakte hai wo sitaron ki tarah
gazal di thi tumne jo khat me
chahra nazar aata hai lafzon ki tarah
koi ummed nahin koi arman nahin
ashk bahte hai ankhon me nadiya ki tarah
tere aane [...]

Tags:

Bekhudi

Posted on 02 November 2008

Ik mauj-e-samndar-e-qaynaat hai zindagi
Khud hi jwaab aur swaalaat hai zindagi
Khud ki talaash yeh safar-e-hyaat
Abhi din ki aarzu ab justju-e- raat
Kuch jaani pehchani raahon pay
UmroN kay qaafilay
Ghardish-e-doraaN main pinha manzilaiN
Kabhi manzil ka pa laina
Phir us say uqta jaanaa
Yeh shauq-e-manzil nahi
Shayud jeenay ka bus bahaanaa
Jab bar gayi bahut tanhai
Banaya phulsupha-e-khudai
But banayay banai azaanaiN
Phir sajaai rishton ki dukaanaiN
Jab [...]

Tags:

Aarzoo

Posted on 02 November 2008

MainaiN daikhay haiN tanhai kay woh maNzar
Afkaar bhi meray jahaaN gooNgay ho gayay
Daikha hai woh dasht chuppi ka
BarsoN jahaaN waqt ki aari na chali
Pehlay
akayla to nahi raha itnaa
Subsay door reh kay bhi maiN
Saath jab tak diya lafzoN nay dard sehnay maiN
Bahishti ban ban kay pilaatay paani
Tashnagi jab jab barti
Duniya kay usooloN say
Aur ab
JazboN ka jam [...]

Tags:

dur jana bhi hai

Posted on 02 November 2008

Hamen raze dil ko chupana bhi hai
aur nighahen unhi se milana bhi hai
rahi umr tanha bhi kat jayengi
magar saath gam ka nihana bhi hai
kabhi sharab ko chuenge na hum
magar hosh humko ab gavana bhi hai
tumko humse duri manzur sahi
saath hamesha wafa ka humko nibhana bhi hai
bahot pyar karta hai ye tumse “ANZAR”
lagta hai magar tumse [...]

Tags:

dard-e-anz

Posted on 02 November 2008

kiye ja raha hun sajde par sajde
har bar bas yahi khata kar raha hun
bas ek tere jeene ki khatir
main apne jeene ki dua kar raha hun.
kisi ko apna banane me der lagti hai
ek vaada nibhane me der lagti hai
PYAAR to pal bhar me bhi ho jata hai
magar usko bhulane me umar lagti hai

Tags:

Hai Kuch To

Posted on 02 November 2008

Hai Kuch To Baat Momin Kiyo Chha Gaee Khamooshi
Kis Bot Ko Diya Diy Dil Kiyo’n Bot Sey HogayeHo

Tags:

RASTA

Posted on 02 November 2008

RASTA
Hamarey ta’aruff ko yehi baat kaafi hai…
ussey hum Chor detey hain Jo RASTA aam hojaye…

Tags:

Khamoshi.

Posted on 02 November 2008

Khamoshi.
Hum ne khamoshi se tumheen dil main basaya hai
Ho na khaber ab kisi aur ko tumheen apna banaya hai

Tags: