Poetry


Love poetry, friendship poetry, flirt Poetry and much more

Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata

Posted on 11 June 2010

Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary [...]

Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata

Posted on 11 June 2010

Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary [...]

Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai,

Posted on 11 June 2010

Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai, Adab jisme na ho shamil wo bandagi kya hai ! Mahaj tarkon se dalilon sey bat banti nahi, Wazan jisme na shagufta wo bat hi kya hai ! Unche mahalon me guzar karte hai jehan roshan, WO kya samjhege muflishon ki muflishi kya hai ! Sukhe [...]

Bewafa waqat se wafa mange

Posted on 11 June 2010

Bewafa waqat se wafa mange, Chhod! e dost tu e kya mange ! Doston se bhi dil nahi barham, Bas isi zurm ki saza mange ! Maut aaye to zindagi chahe, Zindagani me jo kaza mange ! Be-hijabi bhi be-wafayee hai, Aayeena parda-e-wafa mange ! Ab to khud ko mita liya hamne, Aur kya ab [...]

Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai,

Posted on 11 June 2010

Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai, Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai ! WO chehra gam se kumhlane na paye, Mere hoton pay ab bhi ye duaa hai ! Tabassum hai labon pe dil me nafarat, Yahi iss daur ka nakse wafa hai ! Judaa hokar bhi sabke sath Hun mai, [...]

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,

Posted on 10 June 2010

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi, Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi ! Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel, Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi ! Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha, Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi ! Zinda Hun doston ki [...]

Mushkilon ko karta Jo aasan hai,

Posted on 10 June 2010

Mushkilon ko karta Jo aasan hai, WO asal me hi to ek insan hai ! Gham se ghabara ke Jo himmat chhod de, Buzdili ki uski to pahchan hai ! Zindagi hai ek dariya dard ka, Dard se khele wahi insan hai ! Khushali me sab yaha jee lete hai, Ghum me jeena to alag [...]

Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab janta hai,

Posted on 10 June 2010

Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab janta hai, Koi jaane ke na jane mera rab janta hai ! Jaaney kab usko faqiron pe taras aajye, Kuchh milega e mera daste talab janta hai ! Hazaar bar usse tod ke aajaun mai rita, Magar wo hamko bulane ka hunar janta hai ! Mai [...]

Greeting Cards Love Meter