Sadness Poetry


Agar mein bata don mein kia chahti hon

Posted on 10 April 2010

Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata [...]

Agar mein bata don mein kia chahti hon

Posted on 10 April 2010

Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata [...]

Bhatakte rahe hai badal ki tarah,

Posted on 08 April 2010

Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.

Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana

Posted on 07 April 2010

Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai [...]

Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs,

Posted on 30 March 2010

Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula [...]

ab to uTh sakataa nahii.n aa.Nkho.n se baar-e-intazaar

Posted on 26 March 2010

ab to uTh sakataa nahii.n aa.Nkho.n se baar-e-intazaar kis tarah kaaTe ko_ii lail-o-nahaar-e-intazaar [baar = weight] un kii ulfat kaa yaqii.n ho un ke aane kii ummiid ho.n ye dono.n suurate.n tab hai bahaar-e-intazaar merii aahe.n naa_rasaa merii duaae.n naa_qubuul yaa ilaahii kyaa karuu.N mai.n sharm_saar-e-intazaar [naa_rasaa = not reaching; naa_qubuul = not acceptable] un [...]

aaj tum se bichha.D rahaa huu.N

Posted on 24 March 2010

aaj tum se bichha.D rahaa huu.N aaj kahataa huu.N phir miluu.Ngaa tum se tum meraa i.ntazaar karatii raho aaj kaa aitabaar karatii raho log kahate hai.n vaqt chalataa hai aur i.nsaan bhii badalataa hai kaash ruk jaaye vaqt aaj kii raat aur badale na ko_ii aaj ke baad vaqt badale ye dil na badalegaa tum [...]

aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai

Posted on 22 March 2010

aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai muddato.n baad terii raahaguzar aa_ii hai dekh to liijiye mere Khuun-e-tamannaa ki bahaar jis kii surKhii merii aa.Nkho.n me.n utar aa_ii hai tuune to tark-e-muhabbat kii qasam khaa_ii thii kyo.n terii aa.Nkh mujhe dekh ke bhar aa_ii hai un ke pairaahan-e-ra.ngii.n kii mahak hai is me.n aaj kyaa [...]

Greeting Cards Love Meter