Tag Archive | "Humsafar"

Humsafar

Tags:


rooton k mousam jab lout kar aayain gay,
tumhare bin tanha pa kar mujhe poochain gay,
tum pa jaan lotane wala tera humsafar kahan hai,
tera humsafar kahan hai,
jab udaas khamosheon k jaal phankayin gi khawaain,
mere gallon jo naram khawa chu jay gi to pooche gi,
tumhain jaan kehne wala tera humsafar kahan hai,
tera humsafar kahan hai,
jab goolabon k mousam khill k wapas ayain ge,
jab kalliaan khushboo bikhraain gi to poochain gi,
hum se tashbi deyne wala tera humsafar kahan hai,
tera humsafar kahan hai,
baresh barse gi her perr her dali bhige gi,
tum hum ko mill k dekhte the her maan zer pooche ga,
teri zulf ko ghata kehne wala tera humsafar kahan hai,
tera humsafar kahan hai,
inhain kaise bataun gi main mera humsafar kho gaya ,
jo mera apna tha ab begana ho gaya,
maanzil apni ak hi thi rasta ab judda ho gaya